Site icon GEONEW24

current chief minister of Delhi, Arvind Kejriwal ko giraftar kiya gya.

Current Chief Minister of Delhi, Arvind Kejriwal ko giraftar kiya gya.

 

Arvind kejriwal aik indian politician aur Dehli ka moujooda chief minister hai. Wo Aam Aadmi Party (AAP) k qomi convener hain. Kejriwal ko unki insidaad badunwani tehreek aur india main siyasi aur intazami nizzam main islahat ki koshisho se jana jata hai. Wo 2015 se Dehli  ke dehli ke chief minister hain aur unho ne taleem, sehat ki dekh bahal aur awami nakl-o-hamal jaise shohbo main kai iqdamat nafiz kiye hain.

Convener wo shakhs hota hai jo kisi meeting ya conference ya program ko munazim aur marboot kerta hai. Wo logo ko ikatha kerne, aganda tarteeb dene aur ijtimah ko asani se chilane ko yakeeni banane ke zimadar hain. Aam Aadmi Party (AAP) ke moamle main, Arvind Kejriwal qomi convener hain, jis ka matlab hai ke wo party ke chief hikmat e , rehnoma aur faisla saaz hain. Wo party ki palision , manshoor aur siyasi simt ki tashkeel aamlimain kleedi kirdaar ada kerta hai.

Arvind kejriwal ko Enforcement Directorate (ED) ne 21 March 2024 ko Dehli Sharab policy money laundering case k silsaly main giraftaar kiya tha. Is case aur is ki giraftari ya jaiza kuch yun hai:

Arvind kejriwal Case Background:

Arvind kejriwal Arrest detail:

Reaction:

Arvind Kejriwal ka manana hai ke un k khilaf sazish ki gai hai jis ki wajaha se un ko election se pehle giraftaar kiya gya hai.

Exit mobile version