Taiwan earthquake 2024 / Taipei city in Taiwan very dangerous earthquake 7.6
Taiwan Main Wednesday k din any wale tabahkun zalzlay se kam az kam 7 se 8 log halak or 750 se zahid zakhmi ho gae , jis se darjanon amarton ko nuqsan poncha or tsunami ki warning jari ker di gai jo japan or Philippian tak pheli hui hai.
Hukam ka kehna hai k ye zalzla yeni k Taiwan earthquake kai dehaiyon main jazeery ko halany wala sab se zordar zalzala tha , or any wale dinon main mazeed jhatky lagny ka intebah diya geya tha .
Taipei k central weather administration seismology center k director wu chien fu ne kaha k zalzla yeni k earthquake zameen k kareeb hai or us ki shiddat bhut kam hai, ye tamam taiwan or smundri jazeeron per mehsoos kiya geya hai.
Aisa lagta hai ki amarat ke sakht zawabit aur aafat se mutalik agahi ne Jazeera ke liye ek Badi tabahi ko rok Diya hai jo ki 2tacktonic platon ke sangam ke kareeb hua or hone ki vajah se musalsal zalzalon (earthquake) ki zad main rehta hai.
Wu ne kaha k September 1999 mein aane wale 7.6 ke shiddet earthquake ke bad se yah sabse zeyada takatwar earthquake tha , jismein jazere ki tarikh ka sabse Muhlik kudarti aafat mein takriban 2400 logon ki maut wakya hui thi .
Buddh ko makami waqt ke mutabik subah 8:00 baje GMT 0000 se pehly earthquake ki shiddat 7.4 mehsos ki gai jismein riyasat mutahidda k geological survey (USGS) ne Taiwan ke Hualien city se 18km junoob main 34.8km ki gehrai main murkaz ko rakha.
Hokam ne bataya k subah savere sher ko ghere hue pahadiyon se guzarne wale 7 afraad ki group mein se 3 afraad zalzaly (earthquake) se nokely pathron se kuchal kar alag ho Gaye.
Iske ilawa ek truck driver ki maut us waqt hui jab uski gadi ilaqe mein ek surang ke kareeb pahunchi to land sliding se takra gai.
Social media earthquake ke jhatake se larazny wali amaraton ki mulk bhar se share ki Gai video aur tasaveer se Bahar Gaya.
Taiwan ke capital Taipei ke ek hotel ke mehman kelvin hwang ne kaha main bhagana Chahta Hun lekin mujhe kapde Nahin pahnaaye hue the yeh itna zordar tha kelvin hwang ne kaha Jo 9 Manzil per lift ki lobhi mein panah lene ki koshish kar raha tha.
Maqami TV per dramatic image dikhai gahin jinke khatm hone ke bad Hualien aur dusri jagah per Kai manzlon dhanche jhuk rahe the jab ke Taipei shahar mein aik godaam gir Gaya.
Maqami TV channel ne pahadi rangon wale saheli shahar hualien main bildozer se sarkon ke sath pattharon ko saaf karte hue dekhaiya geya Jo ke takriban 100000 afraad per mushtamil hain Jo land sliding se munkatha ho gaya tha.
President tsai ing-wen ne muqami or murkazi hukumat edaron se ek dusre ke sath ham ahngi paida Karne per chord diya aur kaha ki fauj bhi madad froham karegi.
National fire agency ne Marne walon ki tadad ginty hue Mazid kaha ke takriban 60 afrad ko zalzale se mutalekh zakhmion ka ilaaj Kiya gaya tha.
Taiwan Japan aur Philippine mein hukam ne ibtedai taur per tsunami ki warning jari ki lekin subah 10:00 baje tak tsunami warning center ne kaha ki khatra Badi had tak gujar Gaya.
Darul hukumat mein Metro muktsar taur per chalna band kar di gai lekin 1 ghante ke andar dobara shuru ho gai jab kah Raha isiyon ko unke makami boro ke sar brahmanon ki jaane se Kisi bhi gas ke aitraaz ki jaanch karne ke liye intbah mosol hua.
Taiwan bakaydagi se jaldalon ke sath mein rahata hai kyunki yah Jazeera do techtonic platon ke sangam ke kareeb a gaya hai jab ke karibi Japan har sal takriban 1500 jhatake mahsus karta hai.
Japan ne is sal new sal ke din ek Bada zalzala dekha jab noto Jazeera numa main 7.5 shiddat ke zalzale se 220 se zayad afraad halak hue jinmen se bahut se purani amaraton k girne se halak hue .