Tareekhi din; PakSAT-MM1 ko khila main chor diya gaya.
PakSAT-MM1 (Pakistan high power multi-mission satellite) aik aesa satellite banaya gya hai jo ke kai communication services (mowaosalati services) jese ke TV Broadcasting, BroadBand internet, Mobile bank-hauling, and VSAT connectivity mohaiya ki gai.
Pakistan ki janib se dusra satellite mission hai jo ke khila (space) mn jane ke liya tyar hai.
PakSAT-MM1 ko khila main aj Thursday, 30 May,2024 ko rawana ker diya gya hai.
PakSAT-MM1 ke rawana hone per Nawaz Sharif ne puri qoam ko mubarak baad di aur bola ke mulk samet unko apni sciencedano per fakhar hai.
Pakistan ka khilai safar ke hawale se tarekhi din
Satellite se pakistanion ko tez internet ki sahulat mohaiya ki jaye ge aur sath he sath dur daraz ilaqo mn bhi is ki sahulat ko mohaiya kiya jaye ga.